Saturday 3 June 2017

Aazmaley

Aazmaley

hum chaley un
raho sey,
bach key unkey ,
nazaro sey,
sambhal key
meri hasraton sey,
ki, phisal na jaye,
hosh ,
unki muskaan sey,
agey bada,
iss, soch sey,
bach, key nigahey
samaaj ki,
aur, uski
sawaalo ki, uljhano sey,
ungli, utaney
waley janta sey,
hum tho akhir
mard hai,
karley sitam , karley
manmani,,
bina
hitchkitchayi sey,,,,
kyun,,,,suney,,aurat,,,,
bekaar key
nasihatey,,, ki!!
karey galtiyaan ,koyi,
aur, woh, sahey,
samaaj ki
pabandhiya,
hum!!!!,tho, yeh nahi,
kabhi, chahtey,
usko kho, hak hey,
har cheez kho
paani ki,
aur mehsoos
karney ki,
mein, kyun, bhala apni
nazaro pey girjao,
ki, uska, bhi hak hai,
mujhey
aazmaaney ki..............................

©Prasannakkumar

No comments:

Post a Comment