Friday 3 February 2017

Khafir


khafir.......

Kafir tu apney kho maan letha hain
  Tarakki key behosh mein, ahosh kho
Bait tha hain,  yeh, khayal nahi aaya kabhi
  hai kya tu cheez jho poochey

Wajood khudha ki, hai na cheez
  Kabhi tho nazar tumsey jyuda kar
Dekhkar bhi, ird gird, Apney
  Pehchaan nahi paaya, woh aur

Naahi koi, tumahrey ammi aur tumharey Abba
  seeney sey har waqt, rakhthi ammi
Hooney na diya mahesoos kami kabhi, abba
  Kispey itna guroor apni, mujhey bhi tho chaley pata

Ha tu kafir mein bhi maan liya
  Tu na rakha yaad, ammi ki woh haat ki mahasoos
Tu na rahka yaad Abba ki woh baat housla bhara
  Jiskey saya mein, har kadam rakha tu gaya bhool

ha tu kafir hain, ha tu kafir Jho
  pa kar mohobbat, Ammi Abba ki
Hey Ehsan framosh, khudha ki wajood
  Kaisey milega tujey jho, izzat nahi diya kabhi Ammi aur Abba kho.......!

©Prasannakkumar

No comments:

Post a Comment